HELP me, plz!

Re: HELP me, plz!

**oh oh :frowning: Khuda kare k PIA ek baar phir se naf’a baKhsh ho jaaye…aameen. par meraa vo maqsad nahiiN thaa poochhne kaa…ab kiraayaa bhii to bahot ziyaada ho gayaa hai pahle ke ba-nisbat.

meraa poochhne ka amaqsad yeh thaa k kia sarkaar ab baGhair visa ke allow karti hai Pakistan meN daaKhil honaa? kia hameN rishtedaaroN se milne kii chhooT Haasil hogii? kia passport airport Hukkaam ke paas chhoRnaa ab aqlmandi hogii?

dekhiye aur dost aHbaab kia farmaate haiN is zimn meN

kaisi haiN? maiN aapko yaad huN na? koi ek saal pahle ham log Khoob flooding kiyaa karte the…yaad aayaa? :)**