hmmmmmm
salam and helooooo ppl kia haaal chal hain aur kia ho raha hay?
Re: helooooooooo ppl
Hi sponge im just Ok our kuch bhi nahi horaha hai H r u?
Re: helooooooooo ppl
**Walikam salam jiti rahien khush rahien **
kesi hain aap motoooooo
**mien theek hoon ALLAH ka sukar hay **
and kuch b nahi ho raha hay
Re: helooooooooo ppl
mara IS bhai aap to koi acha reply kar daitay actually yeah thread may nay heloooo say khola takaylog ain aur gup shup karain cuz i am feeling bored aur aap log aa kar bas jee walakum aur kuch bhi nahi ho raha keh kar jan chura kar chalay jatay ho:(
Re: helooooooooo ppl
hello shelooo
hum theek hain aap sunayein ![]()
Re: helooooooooo ppl
![]()
MSN isnt working ![]()
Re: helooooooooo ppl
han na pd apu mujhye bhi problem ho raha hay connect honay may:(
Re: helooooooooo ppl
may bhi theek hoon aap hans kyon rahay ho? mujh par hans rahay ho aap:(
Re: helooooooooo ppl
hey hi sweetooo ![]()
Re: helooooooooo ppl
ops aap inti bore ho rahi thi to pehlay batana tha na
phir mein sab ko aap ka dosra naam batata ayr phir sab aap ko us naam say chairhtay ayr aap ke boriyat dooor ho jati ![]()
Ab kesi hain aap
ayr aaj kal kaha hain aap
Re: helooooooooo ppl
kuch nia naheen chel rehaa,.
sub boring
dil kerta hai computer ko utha beher phank dooon
Re: helooooooooo ppl
haha mara may nay is liay nahi bataya kay may bore ho rahi hoon kay may samajh rahi thi kay aab sab log merray thread may aingay aur phir kub enjoy karaingay aur may faiday may bhi rahi na batanay say kam az kam naam to pata nahi chala na sab ko:D khair may aaj kal apnay ghar may hoon aur kahan hoon:p
Re: helooooooooo ppl
hi janwar bhai mara janwar bhai aap kahan hoo aaj kal takreeban koi 3 4 months say aap say baat nahi hui:(
Re: helooooooooo ppl
haha mera bhi wesay yahi jee chah rahah hay lekin agar comp ko phenk dia to phir woh aik enjoy karnay ka jo zaria hay woh bhi katam ho jai ga:)
Re: helooooooooo ppl
hi spy guy kia ho raha hay?:)
Re: helooooooooo ppl
watching top gear on BBC.
nothin much
wassup with you >
Re: helooooooooo ppl
hmmmmmmmm i am talking to my friend on msn and nothing else
Re: helooooooooo ppl
cool :k:
Re: helooooooooo ppl
acha mara aap koi mazay ki baat karo cuz im bored:(