theek aap sunain ![]()
ap kab sunayain gee or main kab tak sunaoon ![]()
waisay aaj kul bohat nazar aati ho.. kya farig ho?? ![]()
jee bilkul farigh hoon ![]()
MashaAllah ![]()
waisay app ka ching chong Avatar dekh kar mujhay Pokimon Cartoon main misty yaad aa jati hai ![]()
Wah ye kia baat huwi..humhein pata to chalna chahiye na ke hum itne muskhil kioN he?? Akhir kis baat par…Baat karne main ya samjhne main??
Acha jee to ye baat he…Ab zahir he pardheiN gya nahin to paper kese acha jaheiN ga:smash:
Aur aik hum he..Jo din raat yehi dua kar rehe he ke Allah Talha Shoaib jee itna pard rehe he..unke papers ho rehe he..unke papers achein ho aur aik aap he ke:smack:
sach baat tou yeh hai key main nay kabhi yeh cartoon nahi dekha ![]()
W Salaam:wave:
Kese he aap?
BRB ![]()
chalo kuch naa bolnay say acha hai kay kuch bol daita hon.. hummmmm.. app donoon main muskil ho..bataoon or main samjhnay main.. ab is ka mutlb yeh nahin keh ap ho.. app nahin bhi ho sakteen.. main to aisay he bol raha hoon ![]()
haan jab dil naa chahay to kya karain.. waisay fail ho gya us class main ![]()
app sachi main dua kar rahi theen … nahin yar
really???
appp ka shukrya kay app nay dua kee.. main he falto hoon kay parha nahin ![]()
hain.. lo jee.. to phir aisay he acha laga hooga to lag liya.. waisay wo to hai he acha :love: :k:
![]()
![]()
![]()
jitay rahien khush rahien
kesay hein aap
set hon.. aopp sunayai janab?? :p
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
set hon.. aopp sunayai janab?? :p
[/QUOTE]
kiss kay sath set hain aap :p
mien b theek hon ALLAH ka sukar hay
sub kay saath set hoon :D
:K:
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
sub kay saath set hoon :D
:K:
[/QUOTE]
in sab kay naam kyia hian ;)
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
in sab kay naam kyia hian ;)
[/QUOTE]
naam to bohat hain.. sirf shakal yaad rehti hai.. naam bhool jaata hoon :D
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
naam to bohat hain.. sirf shakal yaad rehti hai.. naam bhool jaata hoon :D
[/QUOTE]
lolz
chalien shakal he define kar dein :D
[QUOTE]
*Originally posted by Innocent_Smile: *
lolz
chalien shakal he define kar dein :D
[/QUOTE]
nahi chorain.. :p
:D