Hellooooooooo

hehe..Bilkul sehi kaha..tab aap siraaf friend nahin balke bestfriend ban jaheiN gay:nahnah:

:rolleyes:

Assalaam alaikum:wave:

Kese he bhai aap?

Main apse naraaz ho …Main jab bhi apko kuch likhti ho..aap reply kiye baghair hi chalheiN jahteiN he:(

walikam salam Sister
mein theek hoon ALLAH ka sukar hay
aap kesi hain
behno ko bahiyon say naraz nahi hona chiay :smiley:
jab miin message karta hoon to us waqat aap hoti he nahi hay
and kyia ho raha hay
job kesi ja rahi hay

:salam:

walikam salam
jiti rahien khus rahien kesi hain aap

:rolleyes:

theek aap sunain :slight_smile:

Ps; me off to lunch :yummy:

mien b theek thaak ALLAH ka sukar hay
mein b lunch karna hay
main nahi abi tak lunch nahi kiya hay ayr na he suba nashta kiya tha :bummer:

kioon?

wesay he dil nahi kiya :blush:

Main bilkul theek thak:)

hehe nahin jee behne ho sakhti he…lekiN bhai ko nahin hona chahiye:nahnah:

Job bohot achi ja rehi he…balke bohot teez ja rehi he..:smiley:

Ajkal bohot kaam hota he..isliye to waqt hi nahin milta GS Par anheiN ha..aik msg kar ke chalhi jahti ho…pher kuch deer baad athi ho..!

gooood
yanikay dono ko he naraz nahi hona chiay ik dosray kay sath :smiley:
yani kay aaj kal boss ko kuch nahi keh rahi hien aap :smiley:
chalien yea to achi baat hay

hehe haan ye sehi he:)

Hmm kia matlub..main to kabhi bhi boss ko kuch nahin kehti..:bummer:

dieting tou nahi kar rahey? :expressionless:

salam

bus hoo :snooty:

sahi tarha to choro.. main nay parha he nahin thaa :frowning: dil nahin karta

haan inshaAllah!

hammad baita.. wasalam.. kaisay ho yar??

:salam: shobby bhai n hammad bhai :wave:

Nancy walikum assalam .. ke haal aay yar!! :wave: