Hellooooooooo

zabaan andar kijiye khatoon e pakistan

aik normal sa insaan :wink:

nahi kerti :stuck_out_tongue: :snooty:

normal!!! mujhey tou nahi lagtey :silly:

[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *

jee nahi mujhey tou bohat hunsii aaye aap ki tareef parh ker :p

koidost plz aur bhi kuch bataien na :p
[/QUOTE]

kya batao aap ko Vivo is ki tu pori list hai karnamo ki choro jane do :D

aap yeh apni pic next time mughe mut send karna plz :stuck_out_tongue:

KD bhai bus kar do :frowning:

[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *

kya batao aap ko Vivo is ki tu pori list hai karnamo ki choro jane do :D
[/QUOTE]

nahi na plz.. aik dou tou bata dein na.. :D

koun si pic :expressionless:

Koidost buss nahi kerna :hehe: :halo:

chup kar jao moti kaise chaskay lay lay kar baten sun rahi ho :bailan:

main chalta hon bhei tum dono lartay raho ....

hahaha :rotfl: aap ko kya ho raha hay mein koidost se baat ker rahi hoon na.. aap beech main mat aayein :bailan: :snooty:

aur khud hon gey motey :snooty:

yeh wali tum bahut mashoor ho gs per :silly:

main taxi kara longa

DM lar raha hay mujh masoom se larki se :snooty: aur aap kahan jaa rahey hain, aik do DM k kaarnaamey tou suna dein na :stuck_out_tongue:

aap ko ghalat fehmi hovi hay.. ye tou aap ki eid ki pic hay :rotfl:

[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
main chalta hon bhei tum dono lartay raho ....
[/QUOTE]

shuker jaan bach gai :)

tc Allah Hafiz

[QUOTE]
*Originally posted by Decent^Munda: *

shuker jaan bach gai :)

tc Allah Hafiz
[/QUOTE]

zayada khush na ho, woh wapass tou aayien gey na

main aaya tha kuch likhnay our tum logo ki chat read kartay kartay sab bhool gaya :slight_smile: ab main ja raha hon kal milain gay INSHALAAH ager zindagi rahi tu our is k karnamo ki list main post kardon ga ek topic main :slight_smile: ok take carezzzz Allah Hafiz

our immo sojaa sobah uthna nahi hai ?

unse unki baten karo na ullo meri kyun kar rahi ho :snooty:

ghore se dekho larki ki pic hai

tumhen saray karnaamay aik saath hi bataonga :stuck_out_tongue:

haan na, DM se baat kertey kertey acha bhala aadmi sab bhool jata hay..
chalien theek hay intezaar rahey ga list ka :hehe:

takecare & Allah hafiz

[QUOTE]
*Originally posted by Decent^Munda: *

shuker jaan bach gai :)

tc Allah Hafiz
[/QUOTE]

karon Net DC ?

[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *

main aaya tha kuch likhnay our tum logo ki chat read kartay kartay sab bhool gaya :) ab main ja raha hon kal milain gay INSHALAAH ager zindagi rahi tu our is k karnamo ki list main post kardon ga ek topic main :) ok take carezzzz Allah Hafiz

our immo sojaa sobah uthna nahi hai ?
[/QUOTE]

bhai ab to chore do :(

subah kon uthega ab to dopahar ko hi uthenge :p

ker dein ker dein :hehe: