Assalam-o-Aliekum ![]()
Kaise hain aap log ?
Assalam-o-Aliekum ![]()
Kaise hain aap log ?
aap bhi shuru ho jaaien.. kisi ne mana nahi kiya
![]()
theek thak hain bus yeh vivli massi ki tareef inhi ke mun se sun sun kar pak rahe hain ![]()
walikumasalam
mein theek hoon, aap sunaaien..
aur ye DM mujh se jealous ho raha hay.. haqeeqat se aankhein chura raha hay
![]()
hmmm our tumhain koi kaam nahi logo ko teng karnay k elwa jab aata hon yahan yeh he dekhta hon main tum kisi na kisi ko teng kar rahe hote ho sodhar jao
haqeeqat se parda utha to adha GS aap ke ate hi gayab hojayga ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
hmmm our tumhain koi kaam nahi logo ko teng karnay k elwa jab aata hon yahan yeh he dekhta hon main tum kisi na kisi ko teng kar rahe hote ho sodhar jao
[/QUOTE]
itne dinon ke baad to aya hon khana hazam to karna parega na ;)
Allah pak ka bara karam hai ..our rahi is ki baat yeh tu family main bhi yeh he karta rahta hai bas is ko koi na koi chahiye teng karnay k liye
haha
![]()
thora aur plz ![]()
tsk tsk.. sub phir bhaagte hi hoon gey DM Se ![]()
Decent^Munda ab aisi bhi baat nahin hay ![]()
yeh dekha KD aap ke ate ho dora parna shuru hogaya inhen ab main kya karon ![]()
KD bhai pol patiyan yahan to mut kholo ![]()
tum jitna bhi kuch keh lo main yakeen nahin karonga sach kabhi nahin chupega vivoooo ![]()
aur koi nahin bhagta ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Decent^Munda: *
yeh dekha KD aap ke ate ho dora parna shuru hogaya inhen ab main kya karon : (
KD bhai pol patiyan yahan to mut kholo : p
[/QUOTE]
jee nahi mujhey tou bohat hunsii aaye aap ki tareef parh ker :p
koidost plz aur bhi kuch bataien na :p
wohi tou mein keh rahi hoon k such chup nahin sakta.. aap ki baat ghalat ho hi jaaye gi ![]()
mein kaise yaqeen ker loon k koi nahin bhaagta??? :halo:
aap ko baray mazay a rahe hain ![]()
main apki tarah khoofsurat nahin na is liye koi nahin bhagta ![]()
jee aap ko kya hay ![]()
khushfehmi :halo:
mein kaise maan loon k aap khofsurat nahin hain ![]()
meri baten kyun khulwa rahi ho ![]()
Maine yeh bhi nahin kaha ke main khoobsurat hon ![]()
buss meri marzi ![]()
phir kya hain aap? :halo: