Hellooooooooo

haan… :cry:
pata nahin kya ho gaya thaa …

jee haan :smiley:

us time bhi hunsi aa gyee :hehe: waisay AKD he sahi thee… is darha change naa karoo yar :smiley:

acha :blush: mujhay bhi.. koi yaad aaya thaa… kyon kay kay main udass bhi us din naa dats why.. or bhi zayada yaad ayaa :bummer:

problem kya hai.. chali kyon jaati hai har min main :snooty:

:bummer:
chalien ab tou theek hay na..

jee nahi :snooty:

zayada na hansa kerian :bailan: woh bhi sahee tha :halo:

:bummer:

mera computer sahee nahin hay.. restart kerna par raha hay baar baar :smack:

:stuck_out_tongue:

haan theek hai shukar

kyon nahin ???

kyon naa hansoon .. hasnay ke baat he yar :smiley:

woh zayada sahi thaa.. AKD :love:

:teary1:

uff .. garbage wala comp :smack2:

phir kyon chali gayee :mad:

:halo:

buss nahin na .. keh diya .. :snooty:

aap mujhey bataien gey k hunsney ki koun si baat thee.. :bailan:

woh bhi sahee thaa :stuck_out_tongue:

jee nahi mera laptop bilkul sahee hay :smash: lakin 2 din se iss k saath koi masla ho gaya hay, bahi busy hay aaj kul.. woh sahee ker dey ga..

aap jo chaley gaye thay :snooty:

:ahaa:

koi wajah… keh diya to aisay bol rahi ho jaisay koi judge ho :smiley:

yar mujhay is liye hunsi aaye kay jaisay he main nay change kiya… tum bhi khayal ayaa.. kay HAAN .. kyon naa main bhi change kar doon :hehe:

ATIF :love:
wo bheegi bheegi yaadain… :wink:

oh acha.. lagta hai.. nanni see jaan par kuch zayada he load daal diya mohtarma nay D

main gaya nahin thaa.. wo aik friend aa gya thaa to us ko block karna thaa :smiley:

:hehe: buss na.. mein jo keh rahi hoon woh sahee hay :stuck_out_tongue:

jee nahi :bailan: mujhey pehley se hi khayal tha :hoonh: lakain iss liye nahi likha k pata nahi aap ko kaisa lagey ..

Atif :love:

jee nahi mein ne kuch nahin kiya hay :snooty:

oh acha sahee.. ab mujhey kya maloom tha..
waisey ho sakta hay abhi mujhey jana ho..

helloooooooooooooooooo :mudhosh:

nancy hello :wink:

**shobii ** mujhey jana hay .. phir baat hogi
Allah hafiz :wave:

okay .. shayad .. maan lita hoon :ahaa:

jee nahi jee nahin .. app ko yaad nahin thaaa :bailan: ab dramay bazi naa karoo. acha.. :smiley: mujhay kaisa laga.. :ahaa: acha he lagay gaa.. :halo: obviously!!

to phir kis nay halat kharab ki us ko :smiley:

janay ka bohat he shoq hota hai naa…

theek hai..

Tc n Allah Hafiz :wave:

mein daramay bazi nahi ker rahi hoon acha :snooty: such hi kaha hay mein ne..

mujhey nahin shoq lakin mein ye hi samjhi thee k aap chaley gaye hain… :bummer:

bye :wave:

nancy Allah hafiz :hug:

Wohi to…hum bhi to yehi keh rehe he ke aap kuch samjhteiN hi nahin:smack:

Sis eshe dost kaha he GS par..sabhi to acheiN he..:slight_smile:

I know sis..lekin humheiN itna shoq nahin he mehndi lagwane ka..lekin inshallah next time zaroor lagwao gi:)

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Haan humko achi lagti hai snow, bas jee kerta snow hoti rahay aur main job say off karoon :p aur bas ghar say baith ker nazara karoon, I dont like driving in snow. temp tu kafi kam ho jata hai but snow nahee aai, aaj tu kafi acha hai 10°C hai cloudy hai but kafi acha hai. :)
[/QUOTE]

jab aap ke waha snow pardti he to kia aap ko Job se chutii mil jahti he??

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

jab aap ke waha snow pardti he to kia aap ko Job se chutii mil jahti he??
[/QUOTE]
Nahee hum khud hee call ker detay I am not coming, hum ko snow enjoy kerna hai. :p

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Nahee hum khud hee call ker detay I am not coming, hum ko snow enjoy kerna hai. :p
[/QUOTE]

wah...yani aap siraaf call karteiN he aur apko chutii mil jahti he..apke boss pochteiN nahin ke aap chuti kioN le rehe he?

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

wah...yani aap siraaf call karteiN he aur apko chutii mil jahti he..apke boss pochteiN nahin ke aap chuti kioN le rehe he?
[/QUOTE]
Jee I save my off days. waisay halki phulki snow main thoRi chutti kertay, haan jab forecast ho keh 10-12 inches snow hogee tab hee chutti kertay, aur haan mil jaati hai chutti jab chahain. :)

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Jee I save my off days. waisay halki phulki snow main thoRi chutti kertay, haan jab forecast ho keh 10-12 inches snow hogee tab hee chutti kertay, aur haan mil jaati hai chutti jab chahain. :)
[/QUOTE]

Thats good...pher to apke boss jee bohot acheiN he..wese job kia he apki??

[QUOTE]
*Originally posted by Nayab: *

Thats good...pher to apke boss jee bohot acheiN he..wese job kia he apki??
[/QUOTE]
Haan she is nice woh bhi is week chutti per hai, I am an Application Developer.

Ohhh to aap ki boss she he..thats good :slight_smile:

ApplicatioN Developer kia hota he:bummer:

chalain aaaj app sumjhaa dain.. seriously :slight_smile: