aww thanku wise guy ![]()
ChalheiN sis…I hope jo bhi ho…woh apse jald-az-jald dosti kar le..aap itni achi he..unheiN aik na aik apni ghalti ka ehsaah ho jaheiN ga..!
Jee haan mehndi to lagahi lekin khud nahin…dosroh ko hi..asaal me sis ki aik friend thi unhoN ne humheiN Eid se 2din pehle bulaya mehndi lagwane ke liye..waha gay to 7-8larkiya ahi huwi thi waha unheiN pehle lagahi..
aur uske baad Chand Raat ko humhare ghar 12-13 larkiyaN ahi thi to humheIN unheiN bhi lagani pardhi ..akhir me mera hath itna sojh gaya ke dil hi nahin kiya ke hum khud bhi lagwaheiN:(
Haan humko achi lagti hai snow, bas jee kerta snow hoti rahay aur main job say off karoon
aur bas ghar say baith ker nazara karoon, I dont like driving in snow. temp tu kafi kam ho jata hai but snow nahee aai, aaj tu kafi acha hai 10°C hai cloudy hai but kafi acha hai. ![]()
You are welcome! ![]()
unhien kabhi bhi ehsaas nahin hota.. na janey dosron k barey main ghalat baatien keh ker koun si khushie hoti hay ![]()
aww ye tou acha nahin hova
mehndi keh baghair tou eid lagti hi nahin.. mein ne khud chaand raat ko lagaye thee aur next day bhi lagayee thee…
next time zaroor lagana..
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
You are welcome! :D
[/QUOTE]
:D
aur aap ki eid kaisi guzri?
[QUOTE]
Originally posted by ** Vivacious ***: *
:D
aur aap ki eid kaisi guzri?
[/QUOTE]
Achi thee, Namaz paRhi phir sara din sotay rahay phir sham main kafi mehmaan aaye, aur bas... waisay eik do logo ko call bhi keeya :)
hehe .. haan aana to thaa ![]()
main theek hon app kaisi hain?? masroof app theen kay main thaa?? kuch samajh nahin aaya!!
mere tabiyat to theek hai.. Allah ka sukar hai!!
Vivo
![]()
Wizy Wsalam. how r u
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
Wizy Wsalam. how r u
[/QUOTE]
I am fine too, Alhamdo Lillah, aur kia ho raha hai aaj kal?
acha sahee sahee.. :k:
shobii aap aaj kaise aa gaye? ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
I am fine too, Alhamdo Lillah, aur kia ho raha hai aaj kal?
[/QUOTE]
bus yar kuch khass nahin.. app sunayain>
[QUOTE]
*Originally posted by shoaib akhter: *
bus yar kuch khass nahin.. app sunayain>
[/QUOTE]
Bas kuch khaas nahee, yeh week kuch halka halka hai, ziada kaam bhi nahee isi leay yahan GS per ziada nazar aa raha hoon.
bus aisa reason hai aanay ka..
tum sunaoo kaisi ho??
wiasay AKD kya hota hai ![]()
oh acha .. tight :k: :k:
kya reason hay?
mein theek hoon Allah ka shuker hay.. aap kaise hain?
buss waisey hi likha tha.. batati hoon lakin hunsna nahin.. ![]()
Atif ki dewaani ![]()
Brb
kuch khaas nahin..
app waisa he hoon.. ![]()
uff Allah
![]()
chalo Atif ki Deewani he sahi ![]()
waisay EID par Atif ka concert dekhaa thaa.. yar bohat acha thaa.. or jab wo us nay DIL HARAY song gaya na… to mere halat kahrab ho gaya theee ![]()
Status
yar har dafa yaad dilana zarrori hai
bataien naa ![]()
waisey kaisey? ![]()
mein ne mana kiya tha keh husna nahi ![]()
haan dekha tha :love: bohat acha tha meri bhi halat kharab ho gaye thee :love: ![]()
status.. mein ne kaha tha na k jub aap nahin hotey tou mein change ker deiti hoon…
aur waise bhi aap khud hi tou kehtey hain k roz nahin aa saktey..
kishi ke yaad aa rahi thee kal say pata nahi kyon ![]()
ab kya boloon..
bohat bura ![]()
bohat koshish kee lakin husna parha ![]()
tumhain kya hoaa thaa ![]()
oh acha.. theek hai.. ab change kar diya naa.. good
awww acha ![]()
jee nahin ![]()
chalien koi baat nahi
lakin aap kyon huns rahey thay abhi? ![]()
hova tha kuch ![]()
jee ker diyaa… ![]()