hi kaleeem bhaee yaar aik baat to batao na mainay aap ki bhaee ki death kai barey main sab parha hai lekin phir bhi abhi tak samajh nahee aaya kai aakhir death hoee kaisay thee
plzzzzzz mujhay bata dein ..im just dieng to know about it!!! n’ my mom tooo! so plz can u? actually jo mainay parha hai na us main likha hai kai jabb aap key bahee ko aap kai cuz nadeem ki call aaae thee na taab to aap kai bhaee nai mana kar diya tha kai woh pc nahee jaein gay to phir woh kaisay chaley gaey?sorry yaar main aap ka time ley rahee hoon but still i would say mujhay bohat bohat ziada dukh hua hai actually such a yong , good looking mann…such a huge loss mannn..its really woeful
!!! aur aik aur baat aap in qasim bhaee kai barey bhaee ho ya chotay…!!!okhay tc bubyee.