Re: Hello
Shikra G manu nazar nai aa ray'aa
Re: Hello
Shikra G manu nazar nai aa ray'aa
Re: Hello
Ab Zubaan Nikalni sharoo ker ditti hay
Waisay how r u sir g
how is ur sha’i’ri is going on
Re: Hello
I m also not getting E-mail from GS when some one Writes a message on my Subscribed Threads … Why ![]()
Re: Hello
aap sunaaieN hazrat:)?
sha’i’ri is OKAY as usual. U may read the new one:p
Re: Hello
Sir aap say aik guzarish ki thi… koi achi si Ghazal ya nazam tau likh dain . jab aap ka mood acha ho … ![]()
Re: Hello
kiss mozuu par
?
Re: Hello
A’G kissi ki Tareef main … Muhaabt per .. Samjha karain na …
Billi Maari hay tau Maska waghaira bhi tau lagana hoga ![]()
Re: Hello
umm aik filbadeeh qita’y ki aamad huvee hai:p
Ik laRki ko dekha tau aisaa lagaa
jaisay Gobhi kaa phool
jaisay moTi si hoor
jaisay choolhay pe rakhaa huvaa jaltaa tawaaaaaaaaa ..hoooooooooooo
ik laRki ko dekhaa tau aisaa’a lagaaaaaaaa
:D]
Re: Hello
keh kar tau dekho;)
Re: Hello
Fair rangat wali aur smart khatoon ko aisa kahoon ga tau baywaqoof lagoon ga …![]()
App ka mood kia hay janab ![]()
Re: Hello
mood bolay tau :-|?
Re: Hello
Mujhay Jootay khatay ho’ay dekhnay ka tau nahin jau aisay mashwaray day rahay hain … ![]()
Re: Hello
Napnay walaa sitaroN ki guzargaahoN ka
apnay afkaar ki duniya maiN safar kar na saka
Jiss ne suraj ki shuaaoN ko griftaar kiya
Zindagi ki shab-e-Tareek, seh’r kar na saka
![]()
Re: Hello
Beautiful … Phalsapha kuch ziada hay
Idea is good but a bit complecated …
Kuch Tashreeh karain …
Yeh bhi waisa nahin hay jau maska laganain k kam aa sakay ![]()
Re: Hello
yaar Allama Iqbal kay aisay ash’ar iss tarah unn ko sunaanay kay liye naheeN hotay:hehe:
yeh tau maiN nay aap ki haalat dekh kar likhaa thaa:p
Re: Hello
Array meri haalat ko kia howa hay brother ![]()
Re: Hello
Array bhaia yeh tau muhabat ki baat hay ![]()
Re: Hello
Muhabbat mujhay unn jawaanoN say hai
SitaaroN pe jo daaltay haiN kamand
![]()