Hello World!

Re: Hello World!

Dada Abbaa naY Farmayaa:

aap apnay arz-e-BALD and tul-e-BALD (yar Bald common araha hay, bracket say bahar nikaal doon ? company ka kuch kharcha kamm hoga…)
laikin common nikaalnaa bhool gaye..

haan to aap apnay mandarja-baala BALDS ki fikar ko choro,
pakRi kab thee?

ham doosray BALD khareed daingay,
lottery nikal gayee hai kiyaa?

bass kuch to batao …
**abaY ghunnaY! buss khabroN kee fiker rehti hai .. mohallaY bhar kee… **

waisay I doubt
iss kaY ilawaah tumhaiN aataa kiyaa hai?

kay kaheen yeh na honay wali bhabhi ma to nai hain ? :s
tumhaara naheeN khiyaaL kaY lafz-e-‘na’ izaafi hai… kiyaa moqaY kee munaasibat saY ‘zor’ diyaa gayaa hai?

waisay yaqeen to nai
tumhaiN kabhi kartaY dekhaa bhee naheeN

kay aisa bhi hosakta hay,
jalnaY waalaY kaa moo kaalaa

lekin honi and unhoni ko kon taal sakta hay bhayya…
tumhaiN tau TaalnaY bhee naheeN dooN gaa..

har aurat kay bivi bannay ka waqt muqqarrar hay,
phir neend kiouN raat bhar naheeN aati :-s

jab zulm had say barh jaata hay
tau aawarah galiyoN maiN
bhoNktaY kuttoN maiN
aik bandaa nikaltaa hai
sub kehtay haiN
Bhai Pheru saY aayaa hai :frowning:

to uss insaan ko saza kay torh par aik adad bivi numa cheez paish kari jaati hay …
tum issi dar saY bhaagaY ho kiyaa?

uss kay baad … ZANNATA express :wink:
kitnaY safar (yaa suffer) kiYe iss kaY abb tukk :faizy: