yeh kahani ‘Peeli Bhait Oil Depot’ say shuroo howi thi, lagta hay Khaloo Khalil ka zaroor koi na koi ‘kunnection’ hay wahan say, …
address bhi waheen kaheen hoga khud hi dhoond lo, kisi ghee kay dabbay main daikho zara jhaank kar … :s
yeh kahani 'Peeli Bhait Oil Depot' say shuroo howi thi, lagta hay Khaloo Khalil ka zaroor koi na koi 'kunnection' hay wahan say, ...
address bhi waheen kaheen hoga khud hi dhoond lo, kisi ghee kay dabbay main daikho zara jhaank kar ... :s
abaY woh Talo Banaspati kaa chokor kanaster uss kee frock banaa lee thee kissi guppan naY :-S
abaY woh Talo Banaspati kaa chokor kanaster uss kee frock banaa lee thee kissi guppan naY :-S
chokor frock ? :s
kia gappan khud bhi 'musutateel' numa thi ?
yani kay 'hudood-e-arbaa' aik mustateel lambay dabbay numa tha? :s
phir to yaqeenan unn ka talliq bhi waheen say hoga... oonchai say :s
aisay dabbay pehan kar to koi 'lurakh' bhi nai sakta :s
aap apnay arz-e-BALD and tul-e-BALD (yar Bald common araha hay, bracket say bahar nikaal doon ? company ka kuch kharcha kamm hoga…)
haan to aap apnay mandarja-baala BALDS ki fikar ko choro, ham doosray BALD khareed daingay, bass kuch to batao … waisay I doubt kay kaheen yeh na honay wali bhabhi ma to nai hain ? :s
waisay yaqeen to nai kay aisa bhi hosakta hay, lekin honi and unhoni ko kon taal sakta hay bhayya…
har aurat kay bivi bannay ka waqt muqqarrar hay, jab zulm had say barh jaata hay to uss insaan ko saza kay torh par aik adad bivi numa cheez paish kari jaati hay … uss kay baad … ZANNATA express
aap apnay arz-e-BALD and tul-e-BALD (yar Bald common araha hay, bracket say bahar nikaal doon ? company ka kuch kharcha kamm hoga…) laikin common nikaalnaa bhool gaye..
haan to aap apnay mandarja-baala BALDS ki fikar ko choro, pakRi kab thee?
ham doosray BALD khareed daingay, lottery nikal gayee hai kiyaa?
bass kuch to batao …
**abaY ghunnaY! buss khabroN kee fiker rehti hai .. mohallaY bhar kee… **
waisay I doubt iss kaY ilawaah tumhaiN aataa kiyaa hai?
kay kaheen yeh na honay wali bhabhi ma to nai hain ? :s tumhaara naheeN khiyaaL kaY lafz-e-‘na’ izaafi hai… kiyaa moqaY kee munaasibat saY ‘zor’ diyaa gayaa hai?
waisay yaqeen to nai tumhaiN kabhi kartaY dekhaa bhee naheeN
kay aisa bhi hosakta hay, jalnaY waalaY kaa moo kaalaa
lekin honi and unhoni ko kon taal sakta hay bhayya… tumhaiN tau TaalnaY bhee naheeN dooN gaa..
har aurat kay bivi bannay ka waqt muqqarrar hay, phir neend kiouN raat bhar naheeN aati :-s
jab zulm had say barh jaata hay tau aawarah galiyoN maiN bhoNktaY kuttoN maiN aik bandaa nikaltaa hai sub kehtay haiN Bhai Pheru saY aayaa hai
to uss insaan ko saza kay torh par aik adad bivi numa cheez paish kari jaati hay … tum issi dar saY bhaagaY ho kiyaa?
uss kay baad … ZANNATA express kitnaY safar (yaa suffer) kiYe iss kaY abb tukk