Re: Hello World!
aap apnay arz-e-BALD and tul-e-BALD (yar Bald common araha hay, bracket say bahar nikaal doon ? company ka kuch kharcha kamm hoga…)
haan to aap apnay mandarja-baala BALDS ki fikar ko choro, ham doosray BALD khareed daingay, bass kuch to batao … waisay I doubt kay kaheen yeh na honay wali bhabhi ma to nai hain ? :s
waisay yaqeen to nai kay aisa bhi hosakta hay, lekin honi and unhoni ko kon taal sakta hay bhayya…
har aurat kay bivi bannay ka waqt muqqarrar hay, jab zulm had say barh jaata hay to uss insaan ko saza kay torh par aik adad bivi numa cheez paish kari jaati hay … uss kay baad … ZANNATA express ![]()