Re: Hello World!
abaY woh Talo Banaspati kaa chokor kanaster uss kee frock banaa lee thee kissi guppan naY :-S
chokor frock ? :s
kia gappan khud bhi 'musutateel' numa thi ?
yani kay 'hudood-e-arbaa' aik mustateel lambay dabbay numa tha? :s
phir to yaqeenan unn ka talliq bhi waheen say hoga... oonchai say :s
aisay dabbay pehan kar to koi 'lurakh' bhi nai sakta :s