HEIGHT OF LITERACY
**
Makan malkin naukarani say boli " Poli, tum 3 din say kaam pe nahin ai aur bataya bhi nahin, kahan gayeb thin tum… "
Naukarani " Baji, main ney facebook pe status update tu kar diya tha ke " going to Gaon for 3 days " aur ap key husband ney comment bhi kia tha.. ’ have a safe trip, come soon Poli, miss u… "
**