Ek Gadha:- yaar mera malik mujhe bahut maarta hai.
Dusara Gadha:- to tu bhag kyu nahi jata.
Pehla Gadha:- Bhag to jata par yahan future bada bright hai … malik ki khoobsurat beti jab shararat karti hai to malik kahta hai, “teri shadi gadhe se kar dunga…!”
bas isi ummeed me baitha hoon.
Gadha to EMM: Hakeem sahiba, meray pait mein dard ho rahi hai
** EMM:** Cant help you cos i failed the gastroenterology exam in school lekin aap shikra say rajou karain, i gave him 4 bottles of lactulose. abhi tak afaqa ho raha hai ussay
EMM to Gadha: Yeh leiN meri tasveer, zara achi si jaga pe lagaiyye jahaN log kam hi jateiN hoN, taa ke na aap dareiN, aur na hi aap ke mehmaan.
Gadha to EMM: Zamaane se dar kar teri tasveer toilet mai chupa rakhi hai ..........................Deedar ho tera baar baar, issi liye julab ki goli kha rakhi hai
Ek Gadha:- yaar mera malik mujhe bahut maarta hai.
Dusara Gadha:- to tu bhag kyu nahi jata.
Pehla Gadha:- Bhag to jata par yahan future bada bright hai ... malik ki khoobsurat beti jab shararat karti hai to malik kahta hai, "teri shadi gadhe se kar dunga...!"
bas isi ummeed me baitha hoon.