heart attack

Re: heart attack

Kiya yeh azmaya howa solution hy? warna to banday khans khans kr apny app ko ‘damma’ mein mubtala kr ly :hmmm:

Re: heart attack

leh awain khaansne kab damma hota hai:hmmm:

Re: heart attack

mein ne to suna hy ke khansnay se damma ho jata hy :snooty:

Re: heart attack

Tauba karo miyan

khaansne se damma nahi hota

aisi baatein sunte huye Aapko apne kaan band kar lene chahiyein