nazil hoing in pakistan on friday the 28th april ![]()
26th april kee raat ko nikling and reaching karachi on friday morning hoping to c some of the guppies in pakistan.
nazil hoing in pakistan on friday the 28th april ![]()
26th april kee raat ko nikling and reaching karachi on friday morning hoping to c some of the guppies in pakistan.
Re: health minister is …
26th ko niklo gey
28th ko pohancho gey
peydal aa rahay ho kia ? ![]()
Re: health minister is ...................
26th april is wednesday night in toronto and thursday morning or almost afternoon in pakistan and the flight is 22 hrs and so will reach 28th april early in the morning pakistan time and evening of 27th april (thursday) in toronto
Re: health minister is …
err…I was kidding ![]()
Re: health minister is …
Hakeem Sac you have a valid point there ![]()
P.S.
BHAAAGGOOoooooooooo - Health minister pakistan aa raha hayyyy :o
Re: health minister is …
yes health minister pakistan tashreef laa rahay hain issi liye maa badaulat key liye guppy meet ka intezaam kiya jaaye
![]()
Re: health minister is …
reminds me of dulhe raja’s dialogue between Deputy Nisar Khan and Ajgar Singh..
“kal ki flight say suwaasit (health) mantri (minister) aa rahay hain, unko kutton say allergy hay, shehar main ek bhee kutta nahi dikhna chaiyay”
Re: health minister is …
nahi nahi waisay allergy to nahi lekin darr zaroor lagta hai ![]()
Re: health minister is …
OMG…ham ne abhi tak airport per red carpet bhi nahi bichayee ![]()
21 guns salute ka inteyzam bhi kerna hey
bhago
Re: health minister is ...................
to phir kharay kiun ho jaldee sey jaa ker intezaamaat kiye jaayein maa badaulat tashreef laa rahay hain.
Re: health minister is ...................
isko 21 guns ki nahi, EK HEE gun ki salute paray gi .. dekh lena .. koee na koee jigar betha hoga airport ke baahir.. rifle liyay ;-)
Re: health minister is …
kiun dara raha hai bhai, bhaijaaan aur uncle aunty pakistan mein hee hain (susraliye side)
this is a high chance ![]()
Re: health minister is …
TABHI to ‘key’ riya hoon bhai mairay .. bach ke rahiyo
susraaliyay kab tujhay SUSRA bana kar PATAKH PATAKH kar dho’yen, pata nahi chalay ga..
yaadish bakhair, abb aap rotay rahain, kuch dairh do saal peechay, agar aap moonh na khol detay pressure main aa karr, to atleast EK taraf say to aapki story theek rahti balance main..
khekhekheheeh
Re: health minister is …
lol, hehe
i know ehhh hamesha uss baat ka joota maarta rahega.
Re: health minister is …
kaun bhaiiii
glad to see you back. ![]()
Re: health minister is …
kaun: joota nahi bhai .. reminder.. ke aap nay APNA case , ahemm, SUSRAAL main, khud kharaab kar liya tha ..
beta tu ja pakistan .. dekh tairay peechay main kiya gull khilaata hoon ![]()
![]()
![]()
Re: health minister is …
^
LOL..![]()
kaun motu kheriyat achanak Pakistan janay ka plan kaisay ban gaya? Kya shaadi ho rahee hai tumharee? ![]()
Re: health minister is ...................
heehe, deport to nahi ho rahay ho bhai, in the other words?
Re: health minister is …
^
tum kitna tang kartay ho usko..baycharay motu ko darao nahin…![]()
Re: health minister is ...................
oh kaun mian.. yaar.. tumharay liyay main waha peh aik khas aadmi bhejoungaa.
woh tum ko check karay gaa. aur phir batayay ga keh zoo main admit karna hai ya pagal khanay
hahaha
yaar.. meray liyay kiya aayagaa