Hazrat Ali a.s., Bachcho'n Mai'n Sub Say Pehlay Islam Laa'ay.......

^ Bhai sahab ! bibi ne ek sawal poocha hai, our Aqalmand admi ko chaheye ke uska jawaab achey tareeqey se de de, ya phir ma’zrat kar le.Na ke us sawal poochney waley pe hi tanqeed karna shoro kardey.

^ ab is se ziada moudbana tareeqey se sawal poochna kafi mushqil hai, meri naqis raye main.

Rahi baat apkey sawal ki tu Arz hai :

Hazrat Ali pehley bhi Allah ke bandey the our baad main bhi Allah ke Ibadat guzaar our shukarguzar bandey rahey.

Hamain unki taqleed karni chaheye. Jis tarha wo Allah ki ibadat kartey our Allah se madad mangtey they, hamian bhi aisa hi karna chaheye :flower1: