**East London ** main Roza Khul Chuka hai …
Jaldi Say Apni Apni Kajooray lay kar pohoncho ![]()
**East London ** main Roza Khul Chuka hai …
Jaldi Say Apni Apni Kajooray lay kar pohoncho ![]()
Re: Hazraaaaat
^^ pehlay mujhay to roza kholnay do … ![]()
agar kuch bach gaya to kar doon ga
Re: Hazraaaaat
yaar...barey patoo hu...sab kuch hai hazam nahi kar lana..
Re: Hazraaaaat
sab kuch kaha ![]()
sirf … Shami Kebab , Lassi kay 3 Glass , Doner aur sirf Fruit Chat hai ![]()
Re: Hazraaaaat
bus sirf itna… kamzoor paR jaogay… kuch khaya pia karo.. ![]()
Re: Hazraaaaat
![]()
p.s MashAllah…
Re: Hazraaaaat
Ohhhhhhhhhhhhh
Waity …abhi pe kar aaya ![]()
Re: Hazraaaaat
bhooooooookay mamooooo yeh lou ![]()
Re: Hazraaaaat
laoo..du...