haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

hamiaN dar’yaaft kaRnay se hamiN taskheeR kaRnay taak
bohat haiN marhalay baa’qi abhi zanjeeR kaRnay taak

hama’Ray hijaR k qisay samaiy’too gay tu likho gay
haza’rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

ye jugnoo raQas bhi kaRtey nahi ab tu hai aalm-e-hayRat
sitaa’ray gaRdishooN maiN haiN kisay taQdeeR kaRnay taak

tumha’Ray husan k jalway na’ey rangooN maiN dhaa’laiN gay
hamin kuch hosh tu aa’ey tumhaiN tasveeR kaRnay taak

zara hum bhi tu dekhaiN gaiN kahaN taak jaa’o gay aa’khiR
bohat haiN pastee’aaN haa’yal meRi tahqeeR kaRnay taak

jahan-e-khawab se aksaR hamiN tum ne pukaaRa hai
chalo niqlaiN safaR pe ab isay taa’beer kaRnay taak

bohat anmol hota hai magaR suRaat hai ik baaqi
tum apni zindghi do gay ye dil jaa’geeR kaRnay taak

Re: haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

wah koyal g buhat khoubsurat kallam share kia aap nay ....

thanks sannan :)

Re: haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

hummm

Re: haza’rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

humm:faizy:

Re: haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

sub acha hay koyal ke sewa

Re: haza’rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

Join Date: Jan 1, 1970 :eek: Azad

@ KOKO Very Nice Sharing . . . :k:

:-) beautiful

He is very budha person :stuck_out_tongue:

Re: haza’rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

Koyal baji :hugs:

Re: haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

nice sharing......................

Bajiiiiiiiiiiiiiiiiii ewwwwwwwwwwwwwwww

Re: haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

awesome... bohot achay

Prayers

Re: haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

Beautiful.

Re: haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

very nice !!!

sitaa'ray gaRdishooN maiN haiN kisay taQdeeR kaRnay tak

thanks capo :)

Re: haza'rooN baaR soocho gay hamiN tehReer kaRnay taak

zara hum bhi tu dekhaiN gaiN kahaN taak jaa'o gay aa'khiR
bohat haiN pastee'aaN haa'yal meRi tahqeeR kaRnay taak


Nice One

buhut khoob ji :)

THANKS KHAN :)