~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Message for all Sweet/ Fat/ Old/ BOld/ Aggressive guppies and gupans of
Gs -Cafe

**

Sunnay Aysa Nahi karty:bummer:,Safar Tanha Nahi Karty,Safar Jinka Mukadar ho,Unhain roka nahi karty:halo:,Jinhain Shafaf Rakhna ho,Unhain meila nahi karty,Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty:teary1:,Jinko yad rakhna ho,Unhain bhola nahi karty:blush:

Jin ky sath rehna ho,Unhain chora nahi karty:bummer:,Please aysa nahi karty:snooty:
**

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Jo har sentence ke baad space na choreiN aur saath saath likheiN, unn ki post hum read kiya nahi karte :hmmm:

J/k…I read it :smiley:

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Kiss kiss ko yaad rakhiye kiss kiss ko royieay
Aaram bari cheez hai monh dhak kar soieay

aadab aadab

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

wah wah kya khoob

paan?

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

space zarooreee hoteee hai

next time ap ki space ka khayaal kia jie gah :smiley:

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Sahi ;)

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Ji saada khushboo day dijiay.:)

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

sitting like a shahi mughal khadaan ki sut… aik khushboo wala paan dena

puchkari1… pichkari2… *all teeth stained red, most of them galling suring"

ab maza aya mushairay kaa… :chai:

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Saath mai Chai bhi pi rahe ho?! :hoonh:

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

^a cigerrette as well.

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

cigarette nahin :smilestar:

hookah

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Acha theek hai. But paan baghair ilachi kay khata hoon. :snooty:

My God it’s been years I have not eaten a paan.

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

HAHAHA

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

:smilestar:… aur nakhray aisay ho rahay hain jaisay professional paan eater hai bhai saaab…

:snooty:

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Yaar wishful thinking. Aur agli dafa sar par mara to…

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

chaliya khatam ho gaya hai. hope it’s ok.

God same here. no wait…just a year. but feels like forever :hayaa:

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

lol.... acha acha.... take it easy....:)... .was just playing around

nity nite... salam

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Abay bhaag gaya. mein helmut pehennay gaya tha. :D

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

Ya there are so many small things which you miss from Pakistan.

Re: ~ Hazaron ghar jaltay hain,Bohat roya nahi karty ~

*takes off the helmet and * :smilestar: … hahaha … :rotfl:

… and runs away again..!..:smiley: