Hayaa, sharam...

hayiya kin manon main istymal ker rahi hu nikki agar jismani taaluq ki baat hy tu yes I do care magar jahan tak aap koi masla discuss ker rahy hain or facts aisy hain ky khmkhwa ki shram ghyr zarori hy tu why that kind of shram haiya?
Quran ke pehly sipary main zina ke bary main hy. Agar aisi bat kerna sharam haiya ky usolon ke khilaf hy tu batao Allah ki kitab main jab hy ju ham choty choty bachon ko perhaty hain tu os per bat kerna kasiey mana hu giya:confused: