tayree haya nay ijazat na de kabhi warna
tujhi say ham tayree aankhoun ki guftago kartay
youn to kia cheez zindagi main naheen
jaysee souchee thi apnay jee main naheen
sab zamanoun ka haal hay es main
ek wohi shaam jantaree main naheen
aik insaan hay zindagi jaysa
aur woh mayree zindagi main naheen