Re: -- Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar ...
Berhi Bee, aap bohat achi hain mashAllah... :)
Bao, khush to aap nay kara hay tashreef lakar :)
Babu - aap aisay reply kia hain dosay thread main humray aur lajawab kay baray main kay hum ko saram aa rahi hay -
Kahay ko humka chichyatay hain :)
Great to know about the pic-