-- Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar ...

Salam to all Pakistani’s and all Muslims,
being away , and is busy, but PEHLAY PAKISTAN, baqi kaam baad main :hula:

sab ko jashn-e-azaadi mubarak ho, Allah hamesha khush o khurram rakahay ham sab ko aamin summa aamin …
aap sab log bohat josh and jazbay say aaj ka din manayyay, aur poori dunnia ko dikha dain k ham ZINDA QOM hain … :hula:

Aik Piara sa tohfa for you all :slight_smile:

ps: I will come back later, Allah Hafiz …

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

yayyyy dada abbaaaaaaa khushi se uchling kooding

i love that song and nice pics and jashn-e-azaadi mubarak to u22222222 :hug: :kiss:

P.S. how are u?? long time no c :mad:

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

hey **lenz **:hug: me fine, okay and alive, but busy and busy, but will come back soon, and yes have to reply so many things i know :-p

and thanks for liking and hellow don’t forget to wear Green-white today, and thats it :hehe:

acha will rpely later, have to jet, Allah hafiz …

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

:jhanda:

:hula:

:jhanda:

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

Dadda abba

Cha gae tussi

:jhanda:

Re: -- Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar ...

hay jazba junoon to himmat na haar
justajo jo keray woh chuhay asman
mehnat apni ho gee
pehchan kabhi na bhoolo
sub ki nazroon mein
pakistannnnnnnnnn
kabhi na bhoolo
pakistan hay humara
pakistan hay tumhara

wow jeetay rehian khoush rehian dada abbaa :)khoush ker diya :)

Re: -- Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar ...

Thank you all for waving Parcham Pakistani :)

Berhi Bee, aap bohat achi hain mashAllah... :)

Bao, khush to aap nay kara hay tashreef lakar :)

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

Well done, thank you for sharing it with us. made me cry :jhanda:

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

:hug: ← jadu ki jhappi …

jab piaar had say barhta hay to anskhooN kay rastay thora sa chalak jaata hay, yep we all love our mother land PAKISTAN :slight_smile:

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

PS: Dear guppeis,

That picture is of Pak-F16 just after shooting a -22 fighter plane of USSR at the Pak-Afghan border in 1988 :hula:

yep Pak Piolets are THE best on earth :slight_smile:
remember Hero of Pakistan M. M. Aalam the world record holder :jhanda: :hula:

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

:jhanda: Love Pakistan :jhanda:

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

pakistan zindabad

Re: -- Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar ...

Hai Jazba Junoon to Himmat Na Haar
Lai aa Tu "A's" aur School ko kar Paar
Ban ja tu Koi ek acha sa Doctor
Paise Kama aur khareed achi si Car

Mehnat Apni hi ho gee
Knowledge kabhi na bhoolo
Sab ki nazro mein
Doctoooooooorrrrrr
kabhi na bhoolo
Doctor Hai Humara
Doctor Hai Tumhara

:whistling

Re: -- Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar ...

Babu - aap aisay reply kia hain dosay thread main humray aur lajawab kay baray main kay hum ko saram aa rahi hay -

Kahay ko humka chichyatay hain :)

Great to know about the pic-

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

:hehe: mama ki dua ya Papa ki daant ? :-p

Sheen, that is so lovely thanks :slight_smile:

Re: – Hay Jazaba JunooN , tu himmat na haar …

hyy Allah, uff baji :wink:
aaj kay dor main to itna kurian bhi nai sharmaateen, balkay aaj kal to sharam khud hee sharma kar door say guzar jaati hay larkion kay paas say, aur aap :stuck_out_tongue:

and yep, that is really a great picture :jhanda: