Hawwa ki Kahani

Tumhe saib khane ki targheeb maine nahin di
wo gehoon ka dana meri dastars main nahin tha
meri saanp se dosti bhi nahin thi

agar dosti thi kisi se, wo tum the
agar koi acha laga tha wo tum the

by: Zehra Nigah

Re: Hawwa ki Kahani

:hmmm:

Re: Hawwa ki Kahani

kuch samajh bhi aaya hawwa i beti ko, ya aadam ke bete ko help karna hogi

Re: Hawwa ki Kahani

Jee.. Adam k bety sy guzaarish hy k Hawwa ki beti ko samjha dain :bummer:

Re: Hawwa ki Kahani

pehle jiia ( Amma Hawwa ki laiq beti) ka intezar karo

Re: Hawwa ki Kahani

aadam hawa ki kahani

Re: Hawwa ki Kahani

ji aaj tak sara ilzam amma Hawwa e sir dala jata tha

Re: Hawwa ki Kahani

is mein qasoor to kisi ka bhi nahin tha

Re: Hawwa ki Kahani

qasoor mardon ka hai

Re: Hawwa ki Kahani

jo aurton ki baaton mein aa jaty hain

Re: Hawwa ki Kahani

Hawwa ki nakaiq beti ko jan'ny ki zroorat zyada hai

Re: Hawwa ki Kahani

issi cheez ka to rona roya gaya hai iss kahani main. mard ko azal apni ghalti aurat ke sir thopne ki aadat hai

Re: Hawwa ki Kahani

mard bechara sada hota hai ,aurton k chakar mein aa hi jata hai

Re: Hawwa ki Kahani

^ :rotfl:

Re: Hawwa ki Kahani

jiia idhar hi bulao usse

Re: Hawwa ki Kahani

Pata nahin kahan hai wo

Re: Hawwa ki Kahani

:hmmm::frowning: