hawa'yeN taiz hooN auR kashtioN maiN sham ho jaeY

samandaR k safaR maiN is taRha awaz day hum ko
hawa’yeN taiz hooN auR kashtioN maiN sham ho jaeY

mujhaY maloom hai is ka thikana phiR kahaN ho gha
prinda asmaaN choonaY maiN jab nakam ho jaeY

ujalaY apni yadooN k hamaRay sath rahnaY do
na janaY kis gali maiN zindghi ki shaam ho jaeY :teary3:

[QUOTE]
*Originally posted by NikamiJano: *

samandaR k safaR maiN is taRha awaz day hum ko
hawa'yeN taiz hooN auR kashtioN maiN sham ho jaeY

[/QUOTE]

Kia manzar kashee hai...wah wah..hawaein aur woh bhee tez aur kashtion mein sham ho jaye..wah kia baat hai....phir chappoo gum ho jaye...hai na? :)

chapo gum nahi huwa auR phir yu huwa k wo chapo ** ABA ** k hath main tha aur capo k sar per mar k kah rahya thay utho subha ho gaye khawab dekhna choro :hehe: :hehe:

Ek to in Abbaon ne kaam kharab kia hua hai…:teary3:

:k:
my favvvvv :kiss:
thxs 4 sharing nikami siso :slight_smile:

Khoobsourat choice NJ
Poori ghazal kion nahi post ki , chulain main kur dayta hoon ;)



kabhii to aasmaa.N se chaa.nd utare jaam ho jaaye
tumhaare naam kii ik Khuubasuurat shaam ho jaaye

hamaaraa dil savere kaa sunaharaa jaam ho jaaye
charaaGo.n kii tarah aa.Nkhe.n jale.n jab shaam ho jaaye

ajab haalaat the yuu.N dil kaa saudaa ho gayaa aakhir
mohabaat kii havelii jis tarah niilaam ho jaaye

sama.ndar ke safar me.n is tarah aavaaz do hamako
havaaye.N tez ho.n aur kashtiyo.n me.n shaam ho jaaye

mai.n Khud bhii ehatiyaatan us galii se kam guzarataa huu.N,
ko_ii maasuum kyo.n mere liye badanaam ho jaaye

mujhe maaluum hai us kaa Thikaana phir kahaa.N hogaa
pari.ndaa aasmaa.N chhuune me.n jab naaqaam ho jaaye

ujaale apanii yaado.n ke hamaare saath rahane do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaaye


Re: hawa’yeN taiz hooN auR kashtioN maiN sham ho jaeY

veryyyyyyyy nice :k:

Re: hawa’yeN taiz hooN auR kashtioN maiN sham ho jaeY

:teary3:
NJ sis :frowning:

great:k:

nice 1:k:

thansk Niki sis ....G-e-Tea.....passions....jaan lawa

Re: Re: hawa’yeN taiz hooN auR kashtioN maiN sham ho jaeY

:slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Eastern Thoughts: *
Khoobsourat choice NJ
Poori ghazal kion nahi post ki , chulain main kur dayta hoon ;)



kabhii to aasmaa.N se chaa.nd utare jaam ho jaaye
tumhaare naam kii ik Khuubasuurat shaam ho jaaye

hamaaraa dil savere kaa sunaharaa jaam ho jaaye
charaaGo.n kii tarah aa.Nkhe.n jale.n jab shaam ho jaaye

ajab haalaat the yuu.N dil kaa saudaa ho gayaa aakhir
mohabaat kii havelii jis tarah niilaam ho jaaye

sama.ndar ke safar me.n is tarah aavaaz do hamako
havaaye.N tez ho.n aur kashtiyo.n me.n shaam ho jaaye

mai.n Khud bhii ehatiyaatan us galii se kam guzarataa huu.N,
ko_ii maasuum kyo.n mere liye badanaam ho jaaye

mujhe maaluum hai us kaa Thikaana phir kahaa.N hogaa
pari.ndaa aasmaa.N chhuune me.n jab naaqaam ho jaaye

ujaale apanii yaado.n ke hamaare saath rahane do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaaye


[/QUOTE]

thanks Amjad bahi 4 posting all...but hamin tu awaz daini thei is leay awaz se shoro kia sab a gaye ..:)

mazak a part Amjad bahi jab sher post karti tu kuch na kuch parh rhei hoti aur jo parh rehi hoti us k mutabiq jo us waqat acha lagta sher wohi likh dalti ..u know me fantasy main zaida rehti ..:)

Re: hawa’yeN taiz hooN auR kashtioN maiN sham ho jaeY

this one is Excellentttt!!! nikami :k: :k: :k:

tumney bulaya or ham chaley aaey :wink:

PS: :smokin:

:nono:

yahan per bachon ko kharab karna mana hia…aiensa se mu se lolly pop niqal k ana …

mujhaY maloom hai is ka thikana phiR kahaN ho gha
prinda asmaaN choonaY maiN jab nakam ho jaeY *

sighz…
so beautifull nikammo… :flower1:

tumhaare haye ?

thanks “Honey” nahi ye hamari nahi hia…:)..kash hoti..but wishes neva come true..:frowning:

:crying: Nikammmi Jeeee itnah ronei walie poetry kiyon likh die :frowning: