hawa zara se chal'ee aur bikhar gay'aa hooN maiN

*

misaal-e-barag khizaaN zindghi jee’aa hoN maiN
hawa zara se chal’ee aur bikhar gay’aa hooN maiN
meray badan maiN ye bahta lahoo sunehara hai
raghooN se por taak zardi naha gay’aa hooN maiN*

Re: hawa zara se chal'ee aur bikhar gay'aa hooN maiN

[QUOTE]
Originally posted by Koyal: *

misaal-e-barag khizaaN zindghi jee'aa hoN maiN
hawa zara se chal'ee aur bikhar gay'aa hooN maiN
meray badan maiN ye bahta lahoo sunehara hai
raghooN se por taak zardi naha gay'aa hooN maiN*
[/QUOTE]

Koyal jee, aapko kia hua hai? Feeling sad kia? :(

Re: hawa zara se chal’ee aur bikhar gay’aa hooN maiN

:frowning:

zaberdest :k:

Re: hawa zara se chal’ee aur bikhar gay’aa hooN maiN

Wah jee khoob nahaye hain.
Zara explain tu kijeay last misra. :slight_smile:

:k: for
misaal-e-barag khizaaN zindghi jee’aa hoN maiN
hawa zara se chal’ee aur bikhar gay’aa hooN maiN

:frowning:

beautiful and very sad :teary2:

:flower1:

Nice :k:

beautiful :k:

Nice :k: :k:

Allah sehat de

:k:

Re: Re: hawa zara se chal'ee aur bikhar gay'aa hooN maiN

[QUOTE]
*Originally posted by Capricorn: *

Koyal jee, aapko kia hua hai? Feeling sad kia? :(
[/QUOTE]

wo ap ko missin na :D

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Allah sehat de
[/QUOTE]

g rub ap ko shifa day..ab tu ye haal ho gaya ap apnay leay khud se dua ...:p

Re: Re: hawa zara se chal’ee aur bikhar gay’aa hooN maiN

ph kareiy gha tu sab tafseel se bataiey ghi ..:smiley:

thanks and welcome here..:slight_smile:

thanks and very bad i made u sad hai na :frowning:

thanks smiley g..cute and Vv..:)