Hawa ka sabz dupatta tere naam

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

sabz farhat bukhs hai. aankhon ko bhala lagta hai..

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

dosron ki aankhon ko:hmmm:

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

aap ne wo nahin suna: khao jo aap ko acha lage, pehno wo jo doosrn ko acha lage

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

aap ka matlab hai k yeh make up,rang barangy kapry apni pasand k nahin hoty,dosron k leay hain

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

doosron ko acha lagne ke jatan.. sajna hai mujhe sajna ke liye :halo:

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

aisay libaas ka kya faida jo banda apni marzi se na pehn saky

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

jo cheez aap per jachti hai wo jab doosron ko achi lagti hai, aap ki tareef hoti hai to aap bhi usse pasand karne lagte hain.... ab main tenu samjhawan ki.. tussi te experienced lok ho

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

is muamlay mein main aap se rehnumae lena chahta hon

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

fees (guru-dakhshna) dena pade gi :halo:

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

kitni aur kis shakal mein

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

guru dakshna ek wachan hota hai balak.. parantu guru shikshiya se jo mangna chahe maang sakta hai

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

guru ka kya ehtabaar,woh kya maang ly

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

guru ka aitbaar to karna padta hai murakh

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

yeh to boht bara risk hai
najany guru k bhais mein kya ho

Re: Hawa ka sabz dupatta tere naam

han mbhi ye he sochrahahun k ub iskakia mtlb hai ub mushkil sy 25% girlz dupatte rakhti hain bx