America main ana yahan kam kerna hi sab se bara sin hai patta nahi sary mulla yahan kion atty hain bal ky tableegh ky ly aay illegal tareeqon se thehrty hain yahan jahan her cheez ko phir woh kehty hain ye n akero woh na kero Ayiat nahi tu hadesain utha laty hain.Sood mat lo Quran main hai jis ne daina hy os ki tu majbori hai na. Phir Pakistan bahysiat aik mulk hai hukumat qarzy le le ker awam per ju bydardi se bojh dal rahi hai woh kiya:aq: Islami mulk main interest jaazi America ya UK main haram hy I guess.