Have you ever considered GS to find a life partner

Re: Have you ever considered GS to find a life partner

ab itnii bhii merii ta’reef na kareN k mujhe sharm aa jaaye aur rishtoN kaa anbaar lag jaaye aur phir kisii ko ko chunnaa dushwaar ho jaaye aur baaqiyoN kaa dil toRnaa moHaal ho jaaye :smiley: :cb: :wink: