Re: Have anyone of you ever thought about commiting a suicide in your life? :)
yes lafanter is right! amal ka daaromdaar niyaton per hai
:)
Aap ka jumla sahi hai per wo un amlon kay liaay hai jinmain aap ki niyaat kuch aur aur amal kuch aur hota hai yani dikhawa karna.
Agar kisi ki niyaat marnay ki ho us nain koshish ki aur mara naheen to khudkushi ki saza ussay thori milaay gi.
Agar captain bhai kay sentence pay chalay to niaat to thi marnay ki par maray naheen to niyaat ka amal pay daromadaar hona to sabit naheen huwa. lol