hausla

Diya hai thokron ne sambhalne ka hausla,
Har haadsa khayal ko gehraayi de geya.

Re: hausla

very nyc sharing :)

Re: hausla

Woh kia kahtay hain
Har Aik Nay Zakhm nay jeena ka Hosla dia hay mujhay

Re: hausla

bohat Khoob...