**hathailiyoon ko kabhi khol ker bhi dekha karo
kay in mein jaal lakeeron ka bolta kia hay?
koi lakeer ujalay ko saath laati hay
koi lakeer andheray mein doob jaati hay
koi lakeer mehakta howa gulaab lagay
kisee lakeer peh tabeer bun kay khwaab lagay
kaheen hay chaand numayaan,kaheen peh zer-e-niqaab,
faqat hathailee mein miltay hain senkroon he saraab,
kaheen sawaal hain bikhray, kaheen hain un kay jawaab,
kaheen wisaal kay lamhay,kaheen hain aur azaab.
supurd yoon na hawaoon kay apni rekha karo,
hathailiyoon ko kabhi khol ker bhi dekha karo
**
Bohat khoob...
thank you sawera
:k:
Tu Baldalta hay to besakhta meri aankhain
Apnnay hatoon ki lakeeron main ullj jati hain