**ji haaN:
yaad e maazii 'azaab hai, yaa Rab!
chheen le mujh se Haafiza meraa
magar phir bhii:
haN, dikhaa de, ai tasavvur! phir vo subH o shaam tu
dauR peechhe kii taraf, ai gardish-e-aiyaam tu!**
**
Khud takleef na kareN…kaneez hogii koii aapkii…usse kahiye k qaazii bulvaa kar mujhe Halaal kar deN
**