Waqt ahista ahista Guzzar jatta hain lekin kisi kai sath guzrey hoyee zindagey kai chund lamhay, haloss bharrey baatein aur murawat kai jazbaat, hamesha insaney dil main taro-taza rehtey hain. Aghar Insan innhei faramosh kurna bhi chahei tu nahi kurr sakta maghar maazzey kai purdo main jhanktey hoyee zehann main chund aissey naqoosh ubhurtey hain jinn kai sath aqeedat thi mohabbat thi, chahet thi maghar waqt kai sath yeh logh bhi zamaney kai nazar ho gayee.
Who jinn kai beghair zindagi ka aik lamha guzana qayamat sai kum na tha, waqt ki majbourion sai woh subh gawara ho gaya Issei liyei eissey kehtey hain kai yeh yaadein pholl ki manannd hottey hain jo hamesha taro taza nahi rehtey, aik waqt aissa ata hain kai jubh inh ki mahik manannd purr jattey hain lekin iss jazbey main jo latafatt hottey hain who shahid hey aur kisi cheez main hoon ![]()
:)
it hurts though so dun ever try to remember them.
Kisine kahan hain na:
Woh kahate the hamko, sadaa hain tumhare
zamaane me ham the jinhe sabse pyare
wohi aaj hamse judaa ho gaye hain
woh wade muhabbat ke kya hon gaye!
hummm
![]()