haray , peelay Dabay ?

yeh ultay haath per haaray harray or peelay peelay dabay jo nazar arahay hain in ka kia kerna hay ?

asaan lafzoon main samjhana mera damgh zyada kaam nahi kerta chusni

2 Likes

Re: haray , peelay Dabay ?


go to your profile and scroll at the bottom :P

also look under the dabbaY under my nick .. a blue taraazu saa nazar aaye gaa.. click on it.. make sure you have "I approve" selected and submit : ) : )

2 Likes

Re: haray , peelay Dabay ?

garbage mein pankh do aur kiya :phati:

3 Likes

Re: haray , peelay Dabay ?

50 paisay kay sikkay say iss ko raGroooo
neechay say number niklay ga
agar number hamaray number say match kar gaya
tu tum ko aik moti taazi Buffalo inaam main millay gi :jhanda:

2 Likes

Re: haray , peelay Dabay ?

ohoooo ..yeh chakker hay ... mujhay to ik Sitaara bhi mil gaya like nishan-e-haidar : O

khair yeh to acha khasa buisness hay badlay main kia milta : P

Umee zafeera > phir app nay kion nahi pahinkay abhi tuk naraz

jamess bhaand > app to MOD bun gayee hain ..ab jawabi hamla kernay main bhi soochna peray ga : P

2 Likes

Re: haray , peelay Dabay ?

PG mein samjhi thi aap chooriyon ke dabbon ki baat ker rahi hain naa:blush:

Re: haray , peelay Dabay ?

like i said.. since I gave u a sitaaraa.. plz approve my post :chai:

aaj kall yehi kaam chaalu hai market maiN ustaad :chai:

Re: haray , peelay Dabay ?

lakin app nay sitara kaysay diya ?

mainy sub kay approve ker diye hain ..yeh kam ik dafa hee hota hay ya bar bar kar saktay hain ?

umee > choriyaan kay dabay kahan say agyee smack

Re: haray , peelay Dabay ?

satyaa naas
oye u can only approve/disapprove 10 in 24 hours.. meri baari naa nikaal denaa :mad:

u get a star per 10k points..

now give me :smilestar:

Re: haray , peelay Dabay ?

PG mujhe bhi sitara de do naa:blush:

Re: haray , peelay Dabay ?

[QUOTE]

You must spread some Reputation around before giving it to Anwaar Qureshi aga

[/QUOTE]

Anwaar qureshi > to pehlay sahee say kion nahi samhaya ab yeh msg araha hay ?

umee > yar to tarqeea bhi to batana tha na naraz

Re: haray , peelay Dabay ?

aray haaN mil gayaa naa

u need to give points to 20 other people before giving me again :smiley:

and u can only give 10 per 24 hours :naraz:

Re: haray , peelay Dabay ?

to app kay sitaray 3 kion nahi hoyee phir mainy point diya to hay smack

kia janjaal poora hay yeh

Re: haray , peelay Dabay ?

once i will reach 3k points, I will get three stars (ofcourse if no stupid person gives me any red:naraz: )

so i am just few hundred posts away..

Re: haray , peelay Dabay ?

Sab ko dekha tau khayaal aaya
main kitnii ghareeb huun:bummer:

3 Likes

Re: haray , peelay Dabay ?

mera no wohi nikla hai jo aap ka hai …now hand over the buffaloe bplz

Re: haray , peelay Dabay ?

ume z yeh star ap ne mujhe diya hai :blush: aur is ka matlab kya hota hai aur kaise dete hain? :halo: :bummer:

Re: haray , peelay Dabay ?

ab samajh a gyi hai k kaise stars milte hain finally :hehe: