Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
'ishq koii mashGhala hai? ![]()
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
'ishq koii mashGhala hai? ![]()
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
aur nahin to kiya… Lahoo rm rakhne ka ik bahana
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
Aye Haye… kahan se shair mara ![]()
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
aap aam khaen peR na gine… jawab den kiyun haram nahin ye mashgala?
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
haraam to hai ...kis nay jaaiz kaha hai
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
haraam to hai ...kis nay jaaiz kaha hai
koi specific fatwa nazar se nahin guzra.
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
aap aam khaen peR na gine... jawab den kiyun haram nahin ye mashgala?
kyunke Ishq-e-Haqeeqi bhi isi me se hai... :@:
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
aur nahin to kiya... Lahoo rm rakhne ka ik bahana
magar:
**
ragoN meN dauRne phirne ke ham nahiiN qaa'il
jab aaNkh se hii na Tapke to phir lahoo kia hai!**
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
koi specific fatwa nazar se nahin guzra.
yeh shair or us ki designing app koi tasawuff walay ishq ka ishara day rahee hai ?
hoonh
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
magar: ** ragoN meN dauRne phirne ke ham nahiiN qaa'il jab aaNkh se hii na Tapke to phir lahoo kia hai!**
ye to koi khoonkhwar ishq ki taraf ishara hai
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
yeh shair or us ki designing app koi tasawuff walay ishq ka ishara day rahee hai ?
hoonh
Taswuf wala ishq bhi to kabhi kabhar aise ishq ko choo kar guzarta hai. tasawuf wala ishq manzil hai, rasta kharab bhi to ho sakta hai
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
Taswuf wala ishq bhi to kabhi kabhar aise ishq ko choo kar guzarta hai. tasawuf wala ishq manzil hai, rasta kharab bhi to ho sakta hai
ho sakta hay ki bunyaad per qasdan kharab rastay per chalna chay maani darad?
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
ho sakta hay ki bunyaad per qasdan kharab rastay per chalna chay maani darad?
insaan ko burai ka exposure na ho to achai sahi mano main samajh nahin aati
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
insaan ko burai ka exposure na ho to achai sahi mano main samajh nahin aati
phir gunaah kay derwazay khol dain ?
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
phir gunaah kay derwazay khol dain ?
gunah ke darwazen to waise khule huwe hain. Insan insan ke liye gunah se bachne ki dua kar sakta hai. gunah ko gunah samajhne ki dua ka sakta hai.. aage agle insaan ki qismat
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
gunaah ka lafz khud bolta hay k woh haram hain ..to haraam to ho gya na phir in the end
Re: Haraam kiyun nahin ye mashgala?
Ishq madhush rakhta hai ghamey ishq bhi madhush rakhta hai..:hmmm:
kya ye khula tzaad nahi ![]()
muhabbat mae hosh mae rehtey hain :faizy: