Aisay toh yeh jihaaz kahin doob jaye ga
Har shaks keh raha hai Bas Nakhuda hoon main
Ab mere is ke beech main manzar koi nahi
Woh dekhta hai mujh ko, Use dekhta hoon main
Ae Zindagi ki dhoop mera imtehaan na le
Darya ke sahiloon pe bhi Pyasa raha hoon main…!!
Re: Har shaks keh raha hai Bas Nakhuda hoon main
Aisay toh yeh jihaaz kahin doob jaye ga
Har shaks keh raha hai Bas Nakhuda hoon main
So true and relevant for Pakistan's current scenario :(
Re: Har shaks keh raha hai Bas Nakhuda hoon main
yeah tu baut ghalt baat hai
LP
4
Re: Har shaks keh raha hai Bas Nakhuda hoon main
nicee:k: