har roz zindgi waisay hi guzarti hai
jo kuch bhi hota hai, Lydia
waisay hi hota rehta hai
hum jaisay bhi hon
hota wahi hai jo ho k hota hai
phallon ko chun lo
to mujra jaatay hain
na chuno to gir jaatay hain
wahi hota hai jo kismet main
likha hua hota hai
jaisay bhi hum aaj hain
sab kismaton k phal hain
hum jo kuch bhi karain
hamesha bebasi main hain.
Fernando Pessoa ki Poruguese ki ek nazm Urdu main
translated by Tanzan Senzaki