Har ikk shab meri taza azaab me guzari

Har ikk shab meri taza azaab me guzari
Tumhare bad tumhare hi khawab me guzari

Main aik phool hon wo mujh ko rakh k bhol gaya
Tamam umer usi ki kitab me guzari

Re: Har ikk shab meri taza azaab me guzari

:lajawab: tamam umr usi ki kiab main guzri

Re: Har ikk shab meri taza azaab me guzari

Bahut khub Ahmi Sahab