Har ek friend kamina hota hai

Har ek friend kamina hota hai

Hatte katte, ulle ke patthe
Ek hi thaali ke chatte-batte

Hatte katte, ulle ke patthe
Ek hi thaali ke chatte-batte
Saale nikhattu, Bajarbattu
Aayi bala ko taal tu

Aage se bati peechhe se kati
Panga liya toh maar de kalti
Muft ka chandan ghis mere nandan
Maal bacha ke bhaag tu
Upar se bolte hain What’s up, buddy!
Neeche se kheenchte hai chaddi chaddi
Saala ijjat utaarne ko always ready
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai

Kal raat ko khidki khuli
Taaron tale thi woh gulchhadi
Naina mile, taake bheede
Bhoole bhulaaon naa woh ghadi
Phir kya karoon rou hansu
Yaar ke gale se lagi thi woh khadi
Upar se bolte hain What’s up, buddy!
Neeche se kheenchte hai chaddi chaddi
Saala ijjat utaarne ko always ready
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Trr tr ttr… Kameena hota hai…
Trr tr ttr… Kameena hota hai…

Arey kehte hain yaar pe aitbaar
Aankhon ko band kar ke karo
Arey meri suno you never know
Yaaron se bach bach ke raho
Dukh mein hanse, sukh mei dase
Sumdi mein nikle aur tu phanse
Upar se bolte hain What’s up, buddy!
Neeche se kheenchte hai chaddi chaddi
Saala ijjat utaarne ko always ready
Har ek friend kamina hota hai
Bole toh Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Har ek friend kamina hota hai
Trr tr ttr… Kameena hota hai…

Re: Har ek friend kamina hota hai

Add ki lyrics hain...

Re: Har ek friend kamina hota hai

"aaii balaa ko Taal tu"

yeh fiqrea mukammil nahiiN...hamaare ilaaqe meN yeh ek aur fiqre ke saath milaa kar bolaa jaataa hai...

...mere chachajaan kii ek mashhoor e zamaana Platinum Jubilee movie aayii thii [chaudhwiiN kaa chaand] jiskii story aur dialogues unhoN ne hii likhe the...

...usii movie meN yeh dialogue thaa:

"jalle jalaal tu, aayii balaa ko Taal tu"

shaa'ir ne shaayad usii movie se yeh misr'a liyaa ho kiuN k yeh fiqra sivaaye hamaare ilaaqe ke kahiiN aur nahiiN bolaa jaataa... :)

Re: Har ek friend kamina hota hai

ye kiya bala hai.. alla balla to nahin :hehe:

Re: Har ek friend kamina hota hai

aasmaanii balaaoN se [bil_Khusoos jinaat aur Khawaateen ke shar se] nijaat Haasil karne ke liye Allah se du’aa kii ek soorat hai! :smiley:

:eek:

ye zalzala kitny bjy aya tha?

Re: Har ek friend kamina hota hai

yeh bollywood film chasme badtoor kaa gaana hai isi saal aai thi, ali zafar bhi thaa is mein, kiyaa lyrics hein :bummer:

Re: Har ek friend kamina hota hai

Her ik friend k , aur k aur b aur buht kuch bhi hota hai uh!

Re: Har ek friend kamina hota hai

wahhhhh :k::k:…kash mere teen hath hoty

Re: Har ek friend kamina hota hai

to?

Re: Har ek friend kamina hota hai

teesry say bhi daad de deta :hmmm: