har chand sahaara hai tere pyaar ka dil ko
rehta hai magar aik ajab khoaf sa dil ko
wo khwaab k dekha na kabhi lay ura neendein
wo dard k utha na kabhi khaa gia dil ko
ya saans ka lena bhi guzar jaana hai jee say
ya maarka-e-ishq bhi ek khel tha dil ko
WO aey to haeraa’n WO jaey to pareshaa’n
ya Rab koi samjhaey ye kya ho gia dil ko
Re: har-chand sahaara hai
Buhat khoob aabla_pa, sung bhi achi ki hey singer ney:~)
Re: har-chand sahaara hai
Yeah. It was Nayyara Noor, the singer. Sounds greate.
Re: har-chand sahaara hai
ya saans ka lena bhi guzar jaana hai jee say
ya maarka-e-ishq bhi ek khel tha dil ko
niceeeee
Re: har-chand sahaara hai
bht umda. gr8.
Re: har-chand sahaara hai
Thanx a lot guys 4 appreciation.
EyECandy. I like ur signature :)
Re: har-chand sahaara hai
Very nice :k:
Re: har-chand sahaara hai
Nice one!