har aik shab meri tazah azaab mai guzri

**har aik shab meri tazah azaab mai guzri
tumhare baad tumhare hi khwab mai guzri **
**main ik bhool hon wo mujh ko rakh k bhool gaya
tamaam Umer Usi ki kitaaab mai Guzri **

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

very nice one of my all time fav :)

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

:k:

wah bohat khoob :)

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

Zabardest.

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

Thanks All :-)

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

aha!
"mera kya haal hae tu aake kabhi dekh to le
jee raha hun tera bhula huwa waada ban ke"

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

^ :-)

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

buhut khoob :)

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

*^ thanks :-) *

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

It should be,
Main aik PHOOL hon woh mujh ko rakh ky *BHOL *giya
Tammam Umer Usi ki kitaab main Guzri

U R welcome

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

*^ Yup u r right dadi ama bhool ki jagah phool hi hona chiay *
*typing mistake *

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

:bailan: Nana Abba ainda ahtyiyat krna :kursi:

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

^ mara kyo ab mai bilkul b nai karoon ga ahtyiyat :snooty:

Re: har aik shab meri tazah azaab mai guzri

*har aik shab meri tazah azaab mai guzri
tumhare baad tumhare hi khwab mai guzri
*

*main ik phool hon wo mujh ko rakh k bhool gaya
tamaam Umer Usi ki kitaaab mai Guzri *