Har adawat pe muhabat ko saja kar milna
Rasm-e-dunya he haqeeqat ko chupa kr milna
Jiss ka kidar he sitaroon ki tarha roshan
Kitna dushwar he uss shakhs ko ja kr milna
Tum muhabat ko bhi fareb samjhte ho FARAZ
Us ki adat he nigahoon ko jhuka kr milna
S.786
2
Re: Har adawat pe muhabat ko saja kar milna
nice choice
Koyal
3
Re: Har adawat pe muhabat ko saja kar milna
gud 1 mani :)
Daanie
4
Re: Har adawat pe muhabat ko saja kar milna
buhut khoob :)
Re: Har adawat pe muhabat ko saja kar milna
nice :k: