Re: Happy Independence day, PAKISTAN!!!
barey bhaiya main is video ko dekh ker comment ker rahi thi jis main Aftab Iqbal bta raha tha ke os zamany ke politician Muhammad Ali Jinah ney kisi hindu shair se qaumi trana likhwaya tha aur baad main Shah e Iran ki khushnudi aur yeh soch rakhty hoey ke aik Hindu k alikha trana qaumi kion hu? badal diya giya. Barey Bhaiya Pakistan k aju hal aj hai siastdan tu bad nam hain perhi likhi establishment aur half mental (neem khwandah ki English kiy ahai BTW) generals bhi kisi se kam nahi Siastdan tu chity unperh hi samjho
bas PTI ki qayadat aur jiyaly perhly likhy hain Pakistan main tu.