Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Lag to raha tha. Blurry hai. PaRha nahi gaya.
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Lag to raha tha. Blurry hai. PaRha nahi gaya.
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Very nice gifts. I like you bought yourself some presents. It’s good to treat yourself every now and then. We deserve it ![]()
Waise, app ne ghor kiya sab ko hug siwaaye mere. Pure discrimination.
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Meri Cute si Amma ![]()
Abaa Saligirah Mubarak hujewa. Mujhe to yaad hi nahin tha. BaRi ne bataya ke aaj uski Salgirah hai to maine kaha ‘bees ho gai kia’ ![]()
Maine bhi tumhare liye 2 joRay 'kaanch-khamees (shalwar is kaanch is typical Sindhi and Qameez is pronounced as Khamess) liye hain ![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
TS aur Baby ke sath bhi yehi discrimination tha ![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Ye chaar nuqtay 'Ray' ki tarha paRhay jaatay hain na ?
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Jis bandi ko hug nahi hoye… main kar deta hon chipak kar… ![]()
offer la mehdood muddat kay liye valid hai…
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
my choti chachi called from hometown and said ‘cake kata’? I said ’ nahin.. cake khaye kon?‘. She said ’ yahan aake kato pata hi nahin chale ga kahan gaya kis ne khaya’ ![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Ye chaar nuqtay 'Ray' ki tarha paRhay jaatay hain na ?
sahi farmaya aap ne
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Kyon, baaqi sab ziada chaheetay hain kya?
ps: why asif = GS baby?
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Chal jhooTay.
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
munna sa tha jab GS pe aaya tha.. maine gaud le liya ![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
:k:
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
Those were brotherly hugs.
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
chalo halal ![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
TS… aesay kapron main meray samny na phira karo… I feel odd(queer)… ![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
relax mahool bhai, wait for your birthday.
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
TS ki ye AV dekh kar mujhe wo shehzada yaad aa gaya, jis ke kapRe talab ke kinare se pariyan utha kar bhag jati hain ![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
![]()
Re: ~~HaPpY bIrThDaY Muqawwee Bhaiya~~
bhai mat kaho na… tut-paine ka nazuk dil toot jae ga