Re: ~* Happy Birth Day KhamoshNigahein *~
ji nai main factorian naikhaata, main to sirf ice cream khaata hoon gapa gapp karkay
haan na… abhi kal hi meray jootay main say keeel nikal gai… poora aik ghanta laga ussay dhoondnay main, phir ussay seedhi kia hatori say… phir wapis jootay maon laga dia…
Kursi main say nikali thi na wo keel (nail) kaisay jaanay daita… jab tak joota chalaiga, chalaoonga, phir jab 20-30 saal baad jab joota biklul ghish jaiga to wo keel nikaal kar wapis kursi main lgaa doonga na… see kitna chalako hoon mainna smart