aaho
May 30, 2010, 7:37pm
2
Re: Happy Belated Birthday Shumaisa
Light janay kay baad abhi moom bati jalae hi thi faraz
kam'bakht koe phoonk mar kay happy birthday keh giya
Happy Birthday :p
Re: Happy Belated Birthday Shumaisa
Happy Belated Birthday Shumaisa ..
babri
June 1, 2010, 2:24pm
4
Re: Happy Belated Birthday Shumaisa
Happy Belated Birthday Shumaisa
Re: Happy Belated Birthday Shumaisa
lol.. koii baat nahin bl, Thankeww so much..
pehle main ne socha tha ke yaad dilaaun, phir khayaal aaya aise hi cake khilana parr jaye ga iss liye rehne diya waise mujhe sirf tum ne hi nahin bheegz ne b wish nahin kiyaa
babri
June 1, 2010, 6:15pm
6
Re: Happy Belated Birthday Shumaisa
cake kahan hai :ASA:
Light janay kay baad abhi moom bati jalae hi thi faraz
kam'bakht koe phoonk mar kay happy birthday keh giya
Happy Birthday :p
Burrii baat, khud ko aise nahin kehte.. :p
cake kahan hai
Thanks babri.. ab tou pait main b nahin keh sakti itnii puraani baat ho gayii hai, pata nahin yaar kahan hoga dhoondna parray ga
Re: Happy Belated Birthday Shumaisa
Happy belated Birthday Shumaisa.. :)
Sheal
June 1, 2010, 8:20pm
10
Happy belated Birthday shumi
lol.. koii baat nahin bl, Thankeww so much..
pehle main ne socha tha ke yaad dilaaun, phir khayaal aaya aise hi cake khilana parr jaye ga iss liye rehne diya waise mujhe sirf tum ne hi nahin bheegz ne b wish nahin kiyaa
I was not active on gs in th begining ov may so dats da reason i missed it ! plus i changed ma cell ph da reminder was in the old cell and i dont use it anymore dis is the real reason coz m nt gud wid remembring dates
N bheegz is not active from a long tym !